Share it on your social network:

Or you can just copy and share this url

Extreme Chicken Biryani

Cuisine:
  • Medium

Ingredients

Directions

Share

-Karhai mein pani,haldee powder,namak,zeera aur adrak lehsan paste dal ker ache tarhan mix karein. -Pyaz aur chicken dal dein aur ache tarhan mix ker lein. -Dhak dein aur halki ancch per 5-6 minutes kliya paka lein phir tez ancch per 2-3 minutes kliya paka lein & side per rakh dein. -Pot mein corn oil,hari elaichi,badi elaichi,sabut kali mirch,laung,darchini aur tez paat dal ker mix karein. -Dhania powder,lal mirch powder,garam masala powder aur kali mirch powder dal ker ache tarhan mix karein aur 2 minutes kliya paka lein. -Tamatar dal ker ache tarhan mix karein. -Dahi shamil karein aur ache tarhan mix ker lein. -Ab cooked chicken mixture dal ker ache tarhan mix karein aur 4-5 minutes kliya paka ein. -Hara dhania,podina aur hari mirch dal ker ache tarhan mix karein aur tez ancch per oil alag hunay tak paka lein. -Aloo bukhara dal ker ache tarhan mix karein. -Ek bowl mein adha chicken mixture nikal lein & side per rakh dein. -Fried pyaz,boiled chawal,baqi bache hoye chicken gravy,fried pyaz,biryani masala,lemon slices aur remaining boiled chawal dal dein. -Kewra water mein zarda ka rang dal ker ache tarhan mix karein. -Dissolve zarda ka rang aur fried pyaz dal dein aur dhak ker halki ancch per 10-12 minutes kliya steam cook ker lein.700 gmsBiryani masala

(Visited 15 times, 1 visits today)
previous
Chicken Nihari
next
Chicken Tikka Masala
previous
Chicken Nihari
next
Chicken Tikka Masala